Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics - ALBUM song - Amaal Mallik -मैं रहूँ या न रहूँ
Lyrics of Main Rahoon Ya Na Rahoon ALBUM (2015) :
Bollywood song Main Rahoon Ya Na Rahoon from movie ALBUM which is composed by Amaal Mallik, lyrics written by Rashmi Virag, sung by Armaan Malik, the star cast Emraan Hashmi, Esha Gupta.
Song : Main Rahoon Ya Na Rahoon
Music by : Amaal Mallik
Singer : Armaan Malik
Lyricist : Rashmi Virag
Label : T-Series
Main Rahoon Ya Na Rahoon Lyrics
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujh mein kahin baaki rehna
Mujhe neend aaye jo aakhiri
Tum khwabon mein aate rehna
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Main rahoon ya na rahoon
Tum mujhme kahin baaki rehna
Kisi roz baarish jo aaye
Samajh lena boondon mein main hoon
Subah dhoop tumko sataaye
Samajh lena kirno mein main hoon (x2)
Kuch kahun ya na kahun
Tum mujhko sata sunte rehna
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Hazaar baar socha, keh doon
ki friend nahi meri girlfriend hai tu
Par sapne toot jaane ka darr
Kabhi dil se gaya hi nahi
Hawaaon mein lipta hua main
Guzar jaaunga tumko chhu ke
Agar mann ho to rok lena
Thehar jaaunga in labon pe (x2)
Main dikhu ya na dikhu
Tum mujhko mehsoos karna
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Hmm
Bas itna hai tumse kehna (x4)
Main rahun ya na rahun
Tum mujh mein kahin baaki rehna