Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics - Sanam Re song |Arijit Singh| गज़ब का है यह दिन

Lyrics of Gazab Ka Hai Yeh Din Sanam Re (2016) :
Bollywood song Gazab Ka Hai Yeh Din from movie Sanam Re which is composed by Amaal Mallik, lyrics written by Manoj Muntashir, sung by Arijit Singh, Amaal Mallik, the star cast Pulkit Samrat and Yami Gautam.
Song : Gazab Ka Hai Yeh Din
Music by : Amaal Mallik
Singer : Arijit Singh, Amaal Mallik
Lyricist : Manoj Muntashir
Label : T-Series
Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics
Chal pade hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raaste
Dhoondega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
Paani hoon paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hoon waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharna mujhko aata hai kahan
Yeh sama hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain har jagah
Yeh nasha hai kaisa
Doob jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain har jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara (x2)
