Main Teri Yaadon Mein Lyrics - Sanam Teri Kasam song |Arijit Singh|मैं तेरी यादों में

Lyrics of Main Teri Yaadon Mein Sanam Teri Kasam (2015) :
Bollywood song Main Teri Yaadon Mein from movie Sanam Teri Kasam which is composed by Himesh Reshammiya, lyrics written by Subrat Sinha, sung by Arijit Singh.
Song : Main Teri Yaadon Mein
Music by : Himesh Reshammiya
Singer : Arijit Singh
Lyricist : Subrat Sinha
Label : Eros Music
Main Teri Yaadon Mein Lyrics
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha
Main teri yaadon mein khoya
Main teri yaadon mein uljha
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahaa
Teri yaadon ka hai samaa
Tere bin main, main na rahaa
Shaam-o-seher kaise
Lagte zeher jaise
Tere bagair aise o
Socha nahin kaise
Hoon darbadar jaise
Hogi basar aise o
Khamoshiyan hai khata meri
Tanhaiyan hai sazaa meri
Samjha rahi hain ye dooriyan
Teri meri nazdeekiyaan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan
Haan teri yaadon ke gham hain
Hai teri yaadon ki khushiyan
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Sabko khabar hai ye
Meri seher hai tu
Kya bekhabar hai tu o
Itni zara si toh
Haan hai tujhe kehni
Kehde nazar se tu o
Kya itni hai majbooriyan
Kyun itni naa manzooriyan
Ik mukhtasar si baat hai
Phir zindagi bhar ka saath hai
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Main teri yaadon mein jaaga
Main teri yaadon mein soya
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Tere bin jeena kya mera
Tere bin main, main na raha
Reviewed by Unknown
on
4:20:00 AM
Rating: